Hamare Dil Mein Ab Kadwahat Nahi HaiHamare dil mein ab kadwahat nahi haiMagar woh baat pahle si nahi haiMujhe maayush bhi bhi karti nahi haiYahi aadat teri achhi nahi haiBahut se faayde hain maslehat meinMagar dil ki toh yeh marji nahi haiHar ek ki dastaa sunate hain jaiseKabhi hamne mohabbat ki nahi haiHai ek darwaja bin deewar duniyaChhutkara gham se yahan koi nahi hai
Yeh Meri Thi Tamanna Koi Mera Bhi Yaar HotaYeh meri thi tamanna koi mera bhi yaar hotaJisko mere har ek gham ka ehsaas hotaJo rahta hamesha mere sukh dukh ka saathiKaash mere bhi koi itna paas hota
Jitne Bhi Dena Chaho Gham De Do MujhkoJitne bhi dena chaho gham de do mujhko yaaroAb toh do char lamhon ka bas mehman hun mainMain apne kiye waade nibha paya na kabhiBas ek isi baat se ab tak pareshan hun main
Apno Ko Apno Ke Jazbaat Se Khelta DekhaApno ko apno ke jazbaat se khelta dekha haiJhoot sun sun ke sach ka katl hote dekha haiNahi fark padhta unhein kya kya gujregi kisi parUnko toh humne bas armano ko kuchlate dekha haiLamha lamha door hone ka gham satata rahta haiUs duri ka hamne unhe fayda uthate dekha haiKar ke sitam fir khate hain apno ki jhuti kasamUn kasmo ko humne hamesha tutate huye dekha haiFarebi nahi hain hum fir bhi kahlaate hain farebiFarebi kahke hamein us ko humne hansate huye dekha haiSambhali apni har khusi uski sachhi ibadat ke liyeKhusiyan bantate humne unhe gairon ke sath dekha hai
Zindagi Deti Nahi Saath HamaraZindagi deti nahi saath hamaraFir bhi jeene ki aas kyu haiMere moula bata de jara itnaItne gham mere paas kyu hai
Gham Hi Mile Itne Jeevan MeinGham hi mile itne jeevan meinKi khusiyon ko bulana bhool gayeHuya teri judai mein aisa aalamKi hum apna hi thikana bhool gaye